Thak gaye ho to thakan chhod ke ja sakte ho,
tum mujhe waqayetan chhod ke ja sakte ho,
hum darakhton ko kaha ata hai hizrat karna,
tum parinde ho chaman chhod ke ja sakte ho!!!
थक गये हो तो थकन छोड के जा सकते हो,
तुम मुझे वाक़यतन छोड के जा सकते हो !
हम दरख़्तों को कहॉं आता है हिजरत करना,
तुम परिंदे हो चमन छोड के जा सकते हो !!
~Abdul kadir Shaikh
©copyright-Nazranatoursofficial
RELATED TAGS: JUDAI SHAYRI,BEWAFA SHAYRI,dhokha shayri,sad shayri,GUM SHAYRI,ZAKHMI DIL SHAYRI,
Comments
Post a Comment
Thanks for your comments